Aaj bhi bure sapno ne humein jaga diya… Bechain onke khayaloon se maine maa se baat ki aur Baba ke bare main poocha…Baba so rahe the,Situ College ja chuka tha aur nitu bhi sop raha tha….Mummy keh rahi thi ke April 17th ya 18th ka date nikla hai shadi ka aur mujhe jaldi ane ko bhi kaha…Subha subha ye sab sunke hairaan ho gaya aur kyon ki late utha tha bina nahaye hi office ana pada.Mujhe pata hai aaj maine kaise manage kiya hai subha…koi nahiin abhi office pahanch gaya hoon aur kaam chalu kar diya hai…Aaj dopehar main nitu ne ping kiya to maine phone kiya to papa se baat hui.Bole ki do shirt bhej dena ache wale aur shaste bhejna aur ek mobile bhi bhejna jo situ use karega.maine kaha haan bhej dunga.Nitu ne bhi kaha ke ek jacket chahiye to main soch raha tha ke mumy ke liye bhi ek sadi bhej doon.par is mahine kooch tight hon kya karoon samajh main nahiin aa raha …
Tuesday, June 17, 2008
31st jan 2008

Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Customer Care Numbers Banks SBI Bank - 1800 11 2211 (toll-free), 1800 425 3800 (toll-free), 080-26599990 ICICI Ba...
-
यह चेन्नई मैं मेरी पहली शर्दी है ... हलाकि मैं पिछले साल भी यहीं था मगर मैं शायद इस जलवायु मैं ठीक से अपने आप को ढाल नहीं पाया था. आ...
-
After years I tried my hands in writing a letter in Odia and believe me it was difficult to write as the finger movement needed much to w...
No comments:
Post a Comment