Tuesday, March 30, 2010

ek khuda hi janun

Be-adab ab mujhse jawab wo mangte hain aur
is tarah wo mujhse ek zindagi mangte hain
koi samajhta hai to koi dhutkarta hai ab,
rakhun kadam kahin to jameen hi chinte hain
sadaa mere dil ki sune koi use khuda janu,
aur wafa meri bhi jane to bhi use ab khuda manun
Mela ab ye nafrat,mohabbat,wafa aur bewafa
main janun to ab bas ek khuda hi janun

No comments:

Post a Comment